Wednesday, March 24, 2010

Bindaas Jokes CID style!!!

(1) Apni mehenat ka pasina is tarah se na pochooo.
Waha wah.!!!

Apni mehenat ka pasina is tarah se na pochooo.
Waha wah.!!!

A.C.P. Pradyuman ne kaha "Socho Daya Sochoo."

 

(2) Teen tarah ke log hote hai..

Human........

Super Human........
And

Aur kya?

Apna ACP Pradhuman J J

 

(3) Hum tumhare pyaar me jaan bhi de denge

Hum tumhare pyaar me jaan bhi de denge
Aur

Aur

Aur

Doctor Salunke Murde se bhi sach ugalawa lenge.

 

(4) 5 rupaye ka ek samosa, 10 rupaye ke do.

Gaur farmaiye.

5 rupaye ka ek samosa, 10 rupaye ke do.

Abhijeet kuch to gadbad hai, Daya darwaza tod do..

 

(5) English me gaay ko kahete hai cow.....

English me gaay ko kahete hai cow.....

Kuch to baat hai DAYA, pata lagao!!!!!

 

(6) bakwaas ki baaton main waqt zaaya mat karo...

bakwaas ki baaton main waqt zaaya mat karo...

Daya, Abhijeet...Poori jagah ko achchi tarah search karo...

 

(7) yeh hasin waadiyaan , yeh khula khula aakash

yeh hasin waadiyaan , yeh khula khula aakash

Wah Wah ......

"Daya aakhir gayi kaha Yahan thi Laaaash... !! "

 

(8) Na bandook se maro..na bomb se maro.

Waah waah.

Na bandook se maro..na bomb se maro.

ACP Pradyuman bole,chappa chappa chan maro..

 

(9) Patni upwas rakhati hai jab hota hai karva chauth

Wah wah

Patni upwas rakhati hai jab hota hai karva chauth

ACP Pradyuman keheta hai tume hogi ""SAZAYEE MAUT""...

0 comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...